APK TikTok

TikTok Kya Hai? TikTok APK Download Kaise Kare?

Written by WikiHi

Hello Friends, wikihi.in Me Aapka Swagat Hai. Aaj Aapko Tik Tok Se Sambandhit kux Jankariyan Dene Ja Raha Hu. Aar Is App Ko Kaise Download Kre? Tik Tok A Fun App 🙂

Tik Tok A Fun App 🙂

Tik Tok Pe Apna Acount Banakar Aap v Usi Tarah Ke Fuuny and Interesting Video V Bana Skte Hai…> Aapko V Agar Acting Pasand Hai ar Aap Ise Social Media Share Karna Chahte Hai To Tik Tok Ek Bhut Hi Achii Platform Hai..

So Aaiye Shuru Karte Hai:

  • Is App Se Aap 15 second Ka video Bankar Ise Aap Share Kar Sakte Hai . Tik Tok ko Abhi Tak 100 million Logo Ke Dawra Download Kiya Ja Chuka Hai.
  • Agar Aap Apna Fan Following Jald Se Jald Badhana Chahte Ho to Is Page Ki Di Hui Jankariyo Ko Shuru Se Ant Tk Jrur Padhe:)
  • Isme Aap Kisi v Song ko Add kr Skte. Isme Aap Dialogue Effect v Add kr Skte Hai aar Sath Hi Duet video(ek dusre ke sath) v Bana Sakte Ho.
  • Tik Tok Ko phle Musically App ke Naam se Jana Jata tha Par 2018 me iska Name change Kar Ke Tik Tok Kar diya Gya.
  • Tik Tok Ek Chinese Video Platform Aar Social Networking Platform Hai. Ise Aap Social Media Par Apne Dosto Ke Sath Share Kar Skate Ho.
  • Tik Tok ko September 2016 Zhang Yiming Ne Banaya Tha. Jise 150 Millions Daily Log Use Karte Hai.

Tik Tok App ko Download Kaise kare

  1. Download App :- Sabse Pahle Tik Tok Ko Apne Play Store Se Download Kare.

Aapki jankari ke liye bata den ki tiktok ko play store se ban kar diya gya hai. to ab aap ise india me directly play store ya apple store se download nahi kar sakte hain. lekin main yahan par aapko wo direct link de raha hu jiske dwara aap tiktok app ke apk ko apne mobile me download kar sakte hain.

Iske liye aap niche ke button par click karen aur us APK ko apne android phone me install kar len.

  1. Install App :- App ko Download Kar Ise Install Kare.
  2. Open App :- Ab Aap Ise Open Kar Use kar Sakte Hai.

Tik Tok App Me Apna Account Kaise Banaye 🙂

Ise Open Karne Ke Bad Isme Apna Account Banana Hota Hai . isliy Chaliy Jante Hai Apna Acount Banana :-

  • Sab se phle Tik tok ko open kare .
  • Ab yaha pe aapko last me profile dikhega us par click kare.
  • Ab aapko account create karna hai. Aap apne phone number ya Apne Email Id se V account bana skte hai.
  • Facebook, Instagram, Twitter arr Google Acount se v Sign Up kar skte hai.
  • Profile Banate Bakt apne liy ek surakshit Password v Dalna hai.

Ab Aapka profile ready hai. Ab Aap isme apne Short Videos Create kar skte ho.

Tik Tok ko Use kaise kare

  1. Agar Aapko v Apna video Banana Hai to chliyy Jante Hai Apna video Kaise banaye:-
  2. Ise open karne ke bad aapko Plus ka icon dikha hoga us par click kare.
  3. Select sound :- Isme Aap Apne Video me Music Add kar skte Hai.
  4. Change Camera :- Isme Aap Front or Back camera se video bana skte ho.
  5. Select Motion:- Isse Aap apne video ko Fast yaa Slow kar skte hai.
  6. Filters:- Isme Aap video Me kai trah ke filters change kar skte hai.
  7. Countdown:- Isme aapko video banane ke liy Icon ko apne finger se hold Karna hota hai. Lekin aap timer option se aap phone ko kahi v rakhkar video bana skte ho.
  8. Beauty Mode:- Isme aap face ko arr v jyada achha dikha skte hai.
  9. Pick Up From Gallery:- Yaha aap apne gallery se v apna video upload kar skte ho.
  10. Record Video;- Isme aap starting me Red Button ko Tap kar video record kar sakte hai.

Aap v apne Fan Following ko Badhakar Famous ho sakte ho.

Download Tik Tok Easily From This Link::–

Last Words:-

Aaj ki post ke madhyam se Aapne jana ki Tik Tok App Kya Hai aar sath hi Hmne bataya ki Tik Tok App ko Use Kaise Kare.

Aasha Krte hai, Hamare dwara di gayi jankari aapke liy upyogi hogi:)

About the author

WikiHi

Leave a Comment